Friday, November 17, 2006

waise to main kal hi likna chahta tha post par cp aur mt ka test aur raat k baje hoon sade gyarah and you haven't even started --- to kya - waise aaj mt dia - jo exp choda wahi aaya - some grating; some = d**.. don't remember the name right now but anyways - poocha kya karna hai - khush tha ki nahi aata hua experiment itna badiya ja raha hai - but something went wrong - d**.. grating constant didn't have the dimension of length but I wrote it in armstrong and even converted that to meter - par chalta hai paper khatam hone k baad to -infinity bhi aayein to bhi chalta hai
and aal this for what -- just some course doing which I get so sleepy that I can't resist it nomore
anyways sad / bad things aside and let's look at our project for a moment -- micromouse for iitb techfest
dekhte hain -- abhi to koi kaam shuru nahi hua par aaj karenge
lab jaenge vi and dekhenge kya hota hai
and maine abhi tak microcontroller ki book abhi udha k bhi nahi dekhi and st7 pe search bhi nahi maara
dhoda bahut to aana chahiye microcontoller k baare maine nahi to boora lagta hai
chalo abhi search maarke fir continue karte hain likhna
chalo ho rahi hai search
to kya irada hai hamara --- abhi to kutch nahi and ek do seniors ko dekh k BITS ka level to nahi bada aakhon mein par haan abhi sochne pe zindagi aur bhi bekar kar rakhi hai aisa lagta hai -- karta kya hoon main poora din -- kinda time paas -- jaisa abhi kar raha hoon :) ?!
ok some distraction to this
let's see how -- maybe hmmm...... - well this is where my blog ends and let's change the song
red eyes are coz they not any other color -- or may be just coz of the mechanism of the receptor -- or mixed / hybrid -- or maybe coz red is the color that that --- aah time paas nice try but ye meri typing speed fast kyon nahi hoti and main itni baar backspace kyon dabata hoon ?
k now let's go -- bye !!!

No comments: