Sunday, April 08, 2007

ya was doing mt and now am listening to songs and a mwriting a blog entry with my monitor closed.

Ok so let's start with the good (whatever) news) -- i have got ps in bangalore -- a little worse (or who knows what) part -- in whitefiled bangalore which is in the outskirts of bangalore and most probably about (or approximately) 1.5 hours from the place i will get a decently cheap accommodation (google se pata chala ki accommodation mein do m aate hain :) ) - ok so kaise karna hai ye sab kutch patanahi and jitne paise lagne wale hain patanahi kahin ghoomne ka bhi man kare na kare -- and most important for the places that are good but far and costly -- let's see -- kitne naye dost bante ahin -- kis kis k saath room share karna ahi and all that stuff -- anyway i hope that that place in whitefiled (yuken india) is a nice place and has good (natural) surroundings

ok now over with the ps stuff let's talk about exams -- es ka exam hai par kutch padne ka man nahi kar raha -- lagata hai pehli baar ek zero launga test mein (tut mein to aate hi rehe hain) -- um.. hmm... -- chalo bhai test ki bhi aisi ki taisi

abhi death note ka music baj raha hai -- sahi lag raha hai -- ok so abhi kya kar raha hoon -- kutch nahi -- par kutch to kar hi raha hoon - and soch raha hoon ki baad mein mere paad kutchi bhi karne ko hoga kya -- meinaning kya mujhe aisa to nahi lagega ki koi saat hnahi hai to shaadi kar leni chahiye thi coz us time agar jo karna chahunga usmein koi saath nahihoga to shayad ore ho jaunga -- humm... kabhi zinagi k baare mein aise nahi socha and abhi soch raha hoon let's ee if this thinking goes far enough -hmm... ye topic bhi khtaam

and now mein kutch bhi nahikar raha hoon par ye likhna chod k to kutch karne ko hi dhondoonga -- kabhi nahi socha tha ki jeen k liye kutch kaam dhoondna padega -- not work for money -- but for living -- living -- just going by --
death note ka music is maamle mine inspiring ya kutch type hai -ab aap sochenge ki ... patanahi ye kya kar raha hai and all that par...

ok abhi tak to bahut spelliing mistake kar hi di hogi chalo abhi kutch dhang se bhi likh hi lete hain - hm.. jo gana aa raha hai wo likhte hain --
awaara hoon tu ru rur ru
ya gardish mein hoon aasmaan ka tara hoon
ya repeated stuff i am not writing
ghar baar nahi sansaar nahi mujhse kisi ko pyar nahi
us paar kisi se milne ka .../
awaara hoon
awaara hoon
ya gardishm ein hoon aasmaan ka tara hoon

chodo chodo (it was chalo chodo -- spelling mistake :) now maybe u get a bit how my mind works (or doesn't) ) -- kutch aur karte hain par pehle gana badalte hian


i am not doing what i wanna do and i am not what i wanna be -- ho le liya dil ho hayerea dil -- chura liya hia tumen jo dil ko nazar nahi churana sanam badal k meri tum zindgani ...

bahar banka aaon kabhitumhari duniya mein guzar na jayein ye din kabhi isi tamanna mein tum mere ho aaj tum itna vada karte jana jo dil ko nazar nahi churana sanam*+

sajaunga lut kar bhi tere badan ki daail ko lahoo jigar ka doonga teri badan hasein laboon ki lali ko
hai wafa kya is jahan ko ik din dikhla doonga mein deewana
nazar nahi churana sanam badal k meri tum zindgani kahin haim era dil behlana ...........


"save me from the nothing i hve become"
-- evanescence (bring me to life)